teri badd-dua hi kaam aayi...
By sanket_kochhar
Fri, 11 May 2007
- 943 reads
teri badd-dua hi kaam aayi...
zindagi se bhi gila tha par ab na rha,
jab maut hi tere mere darmeyaan aayi...
teri badd-dua hi kaam aayi...
jee to leta gharhi do gharhi aur,
lekin wo maut mujhe bulane sharre-aam aayi..
teri badd-dua hi kaam aayi...
maut bhi na mili thi jab maangi thi,
aaj mil gayi,ke kar qtal-e-aam aayi...
teri badd-dua hi kaam aayi...
jab jeena na chaha tab na tu na wo mili mujhe,
sanket ko tujhse juda karne ko lo aaj wo be-imaan aayi...
teri badd-dua hi kaam aayi...
chod to du nakodar ki galiyon ko main,
lekin marne ke baad bhi teri yaad wohin milne ka farmaan layi....
teri badd-dua hi kaam aayi...
teri badd-dua hi kaam aayi.......
--------------------------------sanket.
- Log in to post comments


