Kabhi to koi aayega
By rishiverma
Sun, 13 May 2007
- 810 reads
zindagi ki in tanhaaiyon mein....main....main akela kisi modh par khada.. kudrat ki inn haseen vadiyon mein...thoda sehna sa ,thoda ithraya sa,aankhon mein kuch sapne liye,vo sapne..vo sapne jo shayad apne mukam tak pahunche ya na pahunche..fir bhi mann mein ek ummeed ki kiran hai,purane bure waqt ko bhula kar....aage ki sochta hua...uss modh par AKELA khada ,ki shayad koi aayega...koi to aayega jo mera haath thamega.aur iss kaanton bhari zindagi mein mere sath chalega.Par....vo naa aya. aur uss modh par khada uska intezaar krta hua:siskiyan bharta hua ..ki kabhi to koi aayega kabhi to koi aayega.........
- Log in to post comments


